Khule Gaye Bandhe Kafan Details:
Noha Khwan: Sonu Monu
Poetry by: Madad AliJohn
Shahadat: Hazrat Fatima Zahra sa
Khule Gaye Bandhe Kafan Lyrics
Syeda sa, Tahira sa, Razia sa, Marzia sa x2
Aey Madar e Hussain x4
Khul Gaye Bandhe Kafan Zehra Pukari’n Ya Hussain x2
Aa Bulati Hai Tujhay
Aa Bulati Hai Tujhay
Maa A Galay Lag Ja Hussain
Khul Gaye Bandhe Kafan Zehra Pukari’n Ya Hussain x2
Zulm Yun Mujhpar Na Hotay To Mujhay Umeed Thi x2
Daikhti Main Bhi Tairay
Sar Par Saja Sehra Hussain
Khul Gaye Bandhe Kafan Zehra Pukari’n Ya Hussain x2
Main Kafan Main Hun Magar Jati Hun Yeh Armaan Liye x2
Bai Kafan Reh Jaye ga x2 Ban Main Tera Lasha Hussain
Khul Gaye Bandhe Kafan Zehra Pukari’n Ya Hussain x2
Tab Say Zainab Ki Rida Ki Fikr Rehti Hai Mujhy x2
Daikha Jab Say Mainay Ghar Ka Jalta Darwaza Hussain
Khul Gaye Bandhe Kafan Zehra Pukari’n Ya Hussain x2
Ghasib e Haq Fidaq Nay Ek Sitam Yeh Bhi Kiya x2
Us Dukhi Maa Say Tumhara x2 Sath Bhi Cheena Hussain
Khul Gaye Bandhe Kafan Zehra Pukari’n Ya Hussain x2
Jaam Pani Ka Hamesha Sath Rakh Kar Soyi Hun x2
Daikh Zainab Reh Na Jaye Raat Ko Piyasa Hussain
Khul Gaye Bandhe Kafan Zehra Pukari’n Ya Hussain x2
John Ab Mazloom Baitay Ki Dukhi Maa Har Jagah x2
Har Saf e Matam Pay Daiti Hai Sadaye Hussain
Khul Gaye Bandhe Kafan Zehra Pukari’n Ya Hussain x2
Khul Gaye Bandhe Kafan Zehra Pukari’n Ya Hussain