Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam
Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam

Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam Lyrics – Shadman Raza 2014

Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam Lyrics

Abbas Abbas Ya abal fazlil Abbas                
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Tum bhi nhi hum ko thukrana  
Hum duniya keh hukrayay hain
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Abbas Abbas Ya abal Fazlil Abbas

Ab saray saharay tut chukay
hummain apne paraiyay lutt chukay
Ab saray saharay tut chukay
hummain apne paraiyay lutt chukay
Tum apni panhaoun main lay lo
Hum ran se buhat ghabrai hain 
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Abbas Abbas Ya abal Fazlil ABbas

Ashkoun ki zaban pehchante ho
jo dill main hai woh bhi jantay ho
Ashkoun ki zaban pehchante ho
jo dill main hai woh bhi jantay ho
Hum keh nhi saktay tum sunlo
Hum keh nhi saktay tum sunlo
bas hathoun ko pehlai hain
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Abbas Abbas Ya abal Fazlil Abbas

har suni godi bharh jai
har beti ko rishta mill jai
har suni godi bharh jai
har beti ko rishta mill jai
un chahroun ko ronak daydo
un chahroun ko ronak daydo
jo ban keh sabab murjhai hain
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Abbas Abbas Ya abal Fazlil Abbas

Maula tum babe Hawaij ho
Rozay pe humain bhi bulwalo
Maula tum babe Hawaij ho
Rozay pe humain bhi bulwalo
Gurbat keh sabab jo ana sakain
Gurbat keh sabab jo ana sakain
hum un keh arizay layay hain
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Abbas Abbas Ya abal Fazlil ABbas

Jo name tumhara laita hai
Allah bhi usko daita hai
Jo name tumhara laita hai
Allah bhi usko daita hai
Khairat buri da shano ki
Khairat buri da shano ki
Lainnay keh liyay hum ayay hain
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Abbas Abbas Ya abal Fazlil ABbas

Hotay hain kitne zulm shadid or
ahle aza hotay shaheed
jo khatam yazeedoun ko karday
jo khatam yazeedoun ko karday
woh takat mangne ayay hain
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Abbas Abbas Ya abal Fazlil Abbas

Mula hain apse ek hi sawal
Allah humain de rizq e halal
Mula hain apse ek hi sawal
Allah humain de rizq e halal
houn lashkar-e-Mehdi main shamil
houn lashkar-e-Mehdi main shamil
jitne bhi zair ayay hain
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Abbas Abbas Ya abal Fazlil Abbas

kha kha ke tamachay roti hai
zindan ki khaq pe soti hai
kha kha ke tamachay roti hai
zindan ki khaq pe soti hai
bujh jai piyas Sakina ki
bujh jai piyas Sakina ki
hum ankh main ansoun layay hain
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Abbas Abbas Ya abal Fazlil Abbas

Darbar-e-Saki Abbas ka tha
kuch mangna tha lazim manga
Darbar-e-Saki Abbas ka tha
kuch mangna tha lazim manga
laikin yeh hakikat bhi hai qamar
laikin yeh hakikat bhi hai qamar
hum pursa dainay ayay hain
(Saqqa e Haram Rakh Lena Bharam hum dar pe tumharay aiyay hain) x2
Abbas Abbas Ya abal Fazlil Abbas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply